Realme C3
Realme ne apna new smart phone launch kar diya hai new features ke saath aane waala smart phone hai jisko realme ne "Entertainment Ka Superstar" tag name diya hai saath kamaal ke processor ke saath aata hai to chaliye dekhte hai.
Diplay
Display ki baat kare to is phone mai 16.5cm(6.5") Mini drop Fullscreen ke saath aane waala Display
hai jahaa Screen-to-body ratio 89.8% milta ye ek LCD multi-Touch display hai jahaa 1600*720 pixel resolution ke saath aata hai or saath mai Night mode dekhne ko milta hai jo eye ko protect ker ke rakhtaa hai saath hi Corning Gorilla Glass ki Protection milti hai.
Camera
Camera ki baat kare to is phone mai is phone mai front mai 1 or rear mai 2 camera sensor dekhne ko milta hai jahaa jo front camera hai wo 5 MP f/2.4 aperture ke saath aane waala sensor hai jo AI beauty or AI HDR feature milta hai or jo rear mai dual camera setup dekhne ko milta hai jahaa primary camera 12 MP f/1.8 aperture 4X digital zoom ke saath aata hai secondary camera hai 2MP ka portrait camera milta hai saath mai kuch camera feature dekhne ko milta hai jese Chromo boost,Panorma mode,Expert mode,Time-Lapse mode
Video Recording 1080p HD video recording at 30fps or 120fps slow motion.
Processor
Dosto is phone mai hume realme ki taraf se Mediatek ka Helio G70 12nm process technology Octo core CPU processor dekhne ko milta hai jo ki upto 2.0GHz clock speed hai dosto is phone mai to gaming mai to koi dikat nahi aayegi or isme mali ka G52 820MHz milta hai .
Battery
Battery ki baat kare to is phone mai 5000mAh ki damdaar battery dekhne ko milta hai jo ki 10W ki normal charging ke saath aata hai jo ki yaar 18W to honi hi chaahiye or saath ye phone reverse charging ko bhi support kartaa hai jo ki ek aachi baat hai
Feature
Other feature ki baat kare to ye phone normaly blietooth 5.0 wireless technology ko support karta hai saath hi saare sensors bhi support karta hai 3.5mm headset jack milta hai dual nano sim and TF card support karta hai ye phone Realme ke realme UI 1 android 10 ke saath aata hai jo ki ek acha experience detaa hai.
😃
varity or rate
3GB/32GB = 6999/-
4GB/64GB = 7999/-
Would You like to buy it comment below
Thank you
Comments
Post a Comment